Khali kagaz ka khol chadha kar
Ek gazal
Kal raat aayi hogi
Chaandni me chupti hui
Raat ki badmaash aus ne
Cheda hoga use
Halki nam, aur gulabi
Mere darwaze
Kitna intezaar kiya hoga usne
Ki shayad uski awaaz
pohunchegi mujh tak
fir laut gayi hogi
khamosh darwazon se lad kar
aaj subha jab newspaper uthaya tha
wo khali kagaz mila mujhe
Ek gazal
Kal raat aayi hogi
Chaandni me chupti hui
Raat ki badmaash aus ne
Cheda hoga use
Halki nam, aur gulabi
Mere darwaze
Kitna intezaar kiya hoga usne
Ki shayad uski awaaz
pohunchegi mujh tak
fir laut gayi hogi
khamosh darwazon se lad kar
aaj subha jab newspaper uthaya tha
wo khali kagaz mila mujhe
7 comments:
gaawd why did you have to use newspaper ( use akhbar na )
hiiiii... ani:- the use of the word newspaper is as conscious an act as the writing of this piece is. the very idea of capturing the cityscape through the conundrum of multiplicity of the languages one has to offer this intermingling to represent the heart.
Ek guzaarish
Bas ek baar phir se
Us gazal ko
Dhyaan se dhoondhiyega zaroor
Kahin aisa na ho ki
Darwaaze ke paas kisi kone mein
Wo aapka
Ta-umr
Intezaar karti reh jaaye
will wait for Gazal-2,3,4,etc :)
beautiful beautiful beautiful!!!!
I really like this poem. Absolutely honestly, it is a poem by you that has made very concrete sense.
Its lovely. Honestly.
Dives : m flattered.
howdy: thank u.
vebhu: thanks a ton sweety.
fir ayegi woh
aur fir ayegi woh
aur fir kisi subah
wo payegi tujhe
ek ho jayegi tujhmein
kyunki gazal ko gazal rehne ke liye
ehsaas ki zaroorat badi hoti hai
.
.
.
jaldi hi ayegi woh subah
Post a Comment